Gunaah

By Bollywood Hungama News Network Thu Mar 1 0:00:23 IST

Gunaah Lyrics


Gunaah kiya dil maine, yaar ka todh ke

Gunaah kiya usse ik din, tanha chodh ke



Gunaah kiya dil maine, yaar ka todh ke

Gunaah kiya usse ik din, tanha chodh ke

Tu milna paaye, hum jee na paaye

Kahin marna jaaye, kaisi hai, kaisi hai bebasi

Dil phir se chaahe

Teri hi panaahein

Kahin marr na jaaye zindagi

Gunaah kiya dil maine, yaar ka todh ke



Aankhien hai num, dhadhkan madham

Ab maan jaa, roothe sanam

Saansein chubhan, toota sa mann

Aur naa sataa, oh jaaneman

Tu milna paaye, hum jee na paaye

Kahin marna jaaye, kaisi hai, kaisi hai bebasi

Dil phir se chaahey


Teri hi panaahein

Kahin marr na jaaye zindagi

Gunnah kiya dil maine, yaar ka todh ke



Na re na re ..



Mera har pal ab toh bojhal

Veeran sa, dil yeh har dum

Lakhon hai ghum, tanha hai hum

Kaise sahein itna sitam

Tu milna paaye, hum jee na paaye

Kahin marna jaaye, kaisi hai, kaisi hai bebasi

Dil phir se chaahe

Teri hi panaahein

Kahin marr na jaaye zindagi

Gunaah kiya dil maine, yaar ka todh ke

Gunaah kiya usse ik din tanha chodh ke

Aaa..

Gunaah kiya.. gunaah kiya..