Jo Tere Sang

By Bollywood Hungama News Network Thu Mar 1 0:00:25 IST

Jo Tere Sang Lyrics

Jo tere sang kaati raatein

Jiye jo haseen lamhe

Jo tere sang baati baatein

Bune jo haseen sapne

Woh toh hai ab bhi wohi, khade banke sawaali

Dekhe hai tera rasta, honthon pe leke shikwa

Woh ghar kyun bhool gaye todh gaye chodh gaye

Jannat jo tha

Hoo..

Maanga jo chaaha jo dekha jo, mila wohi

Kaha jo socha jo kiya jo, hua wohi

Ho maanga jo chaaha jo dekha jo, mila wohi

Kaha jo socha jo kiya jo, hua wohi

Raahon mein mujhko khushi, phoolon ke jaise mili

Honthon pe mere hassi, kaliyon ke jaise khili

Woh ghar kyun bhool gaye todh gaye chodh gaye

Jannat jo tha

Hoo..

Saathiya

Mere hi ishaaron pe chale hai waqt bhi

Main hoon woh khiladi jisne sabko maat di

Haan mere hi ishaaron pe chale hai waqt bhi

Main hoon woh khiladi jisne sabko maat di

Nahin hai mujhsa koi, maine jo mitti chhui

Haan woh bhi sona hui, jalta mujhse har koi