Yaadein
By Bollywood Hungama News Network Mon Feb 8 0:00:14 ISTYaadein Lyrics
"(lamahon ka yuun aana, yaadon mein reh jaana
kuchh kehana phir bhi na keh paana) - (2)
jina mushkil hai yuun jina - (2)
jaaye kahaan yeh raasta - (2)
kal tak tha main toh anjaana, khudako hi maine na pehchaana - (2)
meri jindagi meri jindagi hai do jakhm maine yeh jaana - (2)
jina mushkil hai yuun jina - (2)
jaaye kahaan yeh raasta - (2)
ik pla mein aisa ho jaaye jindagi meri badal jaaaye - (2)
meri ummid meri ummid kaash puri ho jaaye - (2)
jina mushkil hai yuun jina - (2)
jaaye kahaan yeh raasta - (2)"