Vaara Re

By Bollywood Hungama News Network Tue Jul 10 20:25:55 IST

Vaara Re Lyrics

Phir se zindagi mushkurayegi
Hum manayenge, maan jaayegi
Aaj tak bhale, ajnabi rahi
Aaj se humein jaan jayegi

Mudke dekhna hi kyon
Aage ka iraada hai
Aaj se hai jo bhi apna
Aadha aadha hai

Maine vaara re, vaara re, vaara saathiya
Mera.. mera sab pyaar, pyaar, pyaar mein
Vaara re, vaara re, vaara saathiya
Mera.. mera sab pyaar, pyaar, pyaar mein tere

Phir se zindagi mushkurayegi
Hum manayenge, maan jaayegi
Aaj tak bhale, ajnabi rahi
Aaj se humein jaan jayegi

Dono ko nibhana yeh
Umar bhar ka vaada
Aaj se hai jo bhi apna
Aadha aadha hai

Maine vaara re, vaara re, vaara saathiya
Mera, mera, sab pyaar, pyaar, pyaar mein
Vaara re, vaara re, vaara saathiya
Mera, mera, sab pyaar, pyaar, pyaar mein tere