Janani

By Bollywood Hungama News Network Mon Mar 21 14:56:51 IST

Janani Lyrics

Janani Priya Bharat janani…
Janani..

Maa tere pair ki dhool
Mere maathe ka tilak bani
Maa tu hi mera suraj
Tu hi mera yeh falak bani
Janani..

Maa aasamn neela bhi ab
Yeh laal rang hoga
Dushman ke ant ke kaal ka
Dwajtam rang hoga

Maa hi mridang hai jaltarang
Lori teri hai bani
Janani..