Sawar Gayi

By Bollywood Hungama News Network Mon Sep 10 0:00:11 IST

Sawar Gayi Lyrics

sawar sawar gayi main, saawariya

kabse khadi main tori atariya - 2

beet na jaaye o raama saari umariyaan, o o sawar sawar gayi main

sawar gaye chaand sitaare dekho, sawar gaye saare nazaarein dekho

dekho gagan pe banake badariyaan, chamaki teri yaadon ki bijuriyaan


tan ko jalaaye thandi bayariyaan - 2

beet na jaaye o raama saari umariyaan

o o sawar sawar gayi main, saawariya

sawar sawar sawar gayi main......