Tere Bina

By Bollywood Hungama News Network Wed Feb 10 0:00:41 IST

Tere Bina Lyrics

Tere bina jiya na jaye, socha na jaye tere bina, tere bina

Tere bina jiya na jaye, socha na jaye tere bina, tere bina

Dil de ke jaana, jaan de ke jaana

Kurbat kya hai, mohabbat kya hai

Duniya ki daulat mil bhi jaye to

Tu na mila, to kuch na mila

Meri wafa ko na aazmaana, ye na bhool jaana

Ki main hoon tera, tera apna

Tere bina jiya na jaye, socha na jaye tere bina, tere bina



Milna hamara, iss zindagi mein

Sapna nahi, haqeeqat hai ye

Tum jo na jeeto, kuch bhi nahi hai

Ye jaan lo, ye maan lo

Meri wafa ko na aazmaana, ye na bhool jaana

Ki main hoon tera, tera apna

Tere bina jiya na jaye, socha na jaye tere bina, tere bina, tere bina