Yeh Pyar Hai

By Bollywood Hungama News Network Tue Apr 22 0:00:23 IST

Yeh Pyar Hai Lyrics

chaand aadha saada saada, koyi ghum toh nahi

tera waada koyi iraada, ghum se kam toh nahi

haan yeh pyaar hai, yeh pyaar hai



chaand aadha saada saada, koyi ghum toh nahi

tera waada koyi iraada, ghum se kam toh nahi

haan yeh pyaar hai, yeh pyaar hai - (2)



chaand bhul ke rasta, teri galiyo mein aaya

aur karke bahaana chhat pe woh muskuraaya

chaandani mein sab nahaaye, bheege hum kyun nahi


tera waada koyi iraada, ghum se kam toh nahi

haan yeh pyaar hai, yeh pyaar hai - (2)



ho sake toh khuda se do chaar dil aur le le

tum na hoge tanaha hum na honge akele

saath jile jindagi mein wakt kam toh nahi

tera waada koyi iraada, ghum se kam toh nahi

haan yeh pyaar hai, yeh pyaar hai

yeh pyaar hai - (2)

chaand aadha saada saada, koyi ghum toh nahi

haan yeh pyaar hai, yeh pyaar hai - (2)