Ae sakal ban, sakal ban
Phool rahi sarson, sakal ban
Phool rahi sarson, sakal ban
Umbva phutay, tesu phulay
Umbva phutay, tesu phulay
Gori karat singaar
Malaniyan gadhwa lay aayin karson
Sakal ban
Phool rahi sarson, sakal ban
Phool rahi sarson, sakal ban
Tarah tarah kay phool mangaaye
Tarah tarah kay phool mangaaye
Lay gadhwa haathan mein aaye
Lay gadhwa haathan mein aaye
Nizamuddin kay darwazay par
Mere nizamuddin kay darwazay par
Oh mohe aawan keh gaye aashiq
Rang aur beet gaye barson sakal ban
Phool rahi sarson, sakal ban
Phool rahi sarson, sakal ban