Footpathon pe jo sota tha
Akhbaaron mein ab chhapta hai
Kal tak jo invisible tha
Ab TV pe dikhta hai
Girgit hai yeh mukaddar
Rang yun badalta hai
Jaag [jaag]
Kuchh bhi ho sakta hai
Jaag [jaag]
Kuchh bhi ho sakta hai
Jaag [jaag]
Kuchh bhi ho sakta hai
Jaag [jaag]
Kuchh bhi ho sakta hai...
Jo sapna tune dekha
Woh sabne hi hai dekha
Aisa kya kiya hai saale
Tune hi naya
Jo fikra hai na teri
Woh mashooka hai teri
Uske peechhe tu gaya to
Kya bura kiya
Jaag [jaag]
Kuchh bhi ho sakta hai
Jaag [jaag]
Kuchh bhi ho sakta hai
Jaag [jaag]
Kuchh bhi ho sakta hai
Jaag [jaag]
Kuchh bhi ho sakta hai...