Ya Toh Barbaad Kardo!
Ya Toh Barbaad Kardo
Ya Phir Aabaad Kardo
Ya Toh Barbaad Kardo
Ya Phir Aabaad Kardo
Wo Galat Tha Ye Sahi Hai
Jhooth Ye Aaj Kehdo
Itna Ehsaan Kardo
Itna Ehsaan Kardo
Poore Armaan Kardo
Lab Pe Aakar Jo Ruke Hai
Dhayi Wo Harf Kehdo
Meri Saanson Se Judi Hai
Teri Har Saans Kehdo
Mushqil Aasaan Kardo
(Mushqil Aasaan Kardo)
Mushqil Aasaan Kardo
Ya Toh Barbaad Kardo
Ya Phir Aabaad Kardo
Ya Toh Barbaad Kardo
Meetha Sa, Ye Zehar Main Toh Peeta Rahunga
Tu Khuda, Na Sahi Main Toh Sajde Karunga
Hmm..
Meetha Sa, Ye Zehar Main Toh Peeta Rahunga
Tu Khuda, Na Sahi Main Toh Sajde Karunga
Tum Jo Seeri Na Hue Kya
Humko Farhaar Kardo
Meri Saanson Se Judi Hai
Teri Har Saans Kehdo
Mushqil Aasaan Kardo
Ya Toh Barbaad Kardo
Ya Phir Aabaad Kardo
Ya Toh Barbaad Kardo
Khwabon Ko Jagah Na Mili Aankho Mein
Wahan Pehle Se Hi Shailab Tha
Nagmein Banata Phira Saazon Pe
Dil Apna Fakhat Mizraab Tha
Khwabon Ko Jagah Na Mili Aankho Mein
Wahan Pehle Se Hi Shailab Tha
Nagmein Banata Phira Saazon Pe
Dil Apna Fakhat Mijraab Tha
Meri Bejaan Harsraton Ko
Kaabiledaar Kardo
Meri Saanson Se Judi Hai
Teri Har Saans Kehdo
Itna Ehsaan Kardo
(Itna Ehsaan Kardo)
Itna Ehsaan Kardo
Poore Armaan Kardo
Ya Toh Barbaad Kardo
Ya Phir Aabaad Kardo