So gaya yeh jahaan, so gaya aasmaan
So gaya yeh jahaan, so gaya aasmaan
So gai hai saari manzilein
Ho saari manzilein
So gaya hai rasta
So gaya yeh jahaan, so gaya aasmaan
So gai hai saari manzilein
Ho saari manzilein
So gaya hai rasta
Raat aayi to woh jinke ghar the
Woh ghar ko gaye, so gaye
Raat aayi to hum jaise aawara phir nikle
Raahon mein aur kho gaye
Raat aayi to woh jinke ghar the
Woh ghar ko gaye, so gaye
Raat aayi to hum jaise aawara phir nikle
Raahon mein aur kho gaye
Iss gali, uss gali
Iss nagar, uss nagar
Jaayein bhi to kahaan
Jana chaahein agar
Ho.. so gai hai saari manzilein
Ho saari manzilein
So gaya hai rasta
So gaya yeh jahaan, so gaya aasmaan
So gaya yeh jahaan, so gaya aasmaan
So gaya yeh jahaan, so gaya aasmaan
So gaya yeh jahaan, so gaya aasmaan
So gai hai saari manzilein
Ho saari manzilein
So gaya hai rasta
So gaya yeh jahaan, so gaya aasmaan
So gaya yeh jahaan, so gaya aasmaan