Na jaane kya hai tumse waastha
Pehra terra ye nigaho peh chaaya
Main chal diya hoon tere peechey bankey saaya
Pakeezgi hai adaaon main teri
Chaukat peh terri main dil rak aaya
Ab tu taame ya chodey
Ab tu jodey ya todey
Dil mera mujse boley
Koyi toh hai tumse raabtha
Na jane kya hai tumsey waastha
Tu paas aa dun bathaa
Tere sang muje kwabon ko sajana hain
Dil bezuban ke raha
Tere waastey hua yeh aashikana hai
Tere chehrey se hati nahi hai nazar
Ab betha hai mera bi dil zid par
Ab tu taame ya chodey
Ab tu jodey ya todey
Dil mera mujse boley
Koyi toh hai tumse raabtha
Na jane kya hai tumsey waastha
Ab tu jahan main wahan
Teri galiyon mein mera to tikana hai
Mujko lage aisse jaisse ki
Naatha apna chand se bi zyada purana hai
Bin tere meri sanse mujse kafa
Kar de tu karam hoton se keh de haan
Ab tu taame ya chodey
Ab tu jodey ya todey
Dil mera mujse boley
Koyi toh hai tumse raabtha
Na jane kya hai tumsey waastha