comscore
Bollywood Hungama
Bollywood Entertainment at its best
Last Updated 29.05.2025 | 1:15 PM IST
  • LANGUAGE

  • FOLLOW US ON

  • FEEDBACK

Lyrics

  • A
  • B
  • C
  • D
  • E
  • F
  • G
  • H
  • I
  • J
  • K
  • L
  • M
  • N
  • O
  • P
  • Q
  • R
  • S
  • T
  • U
  • V
  • W
  • X
  • Y
  • Z
  • #
  • Play

    Pyar Kiya To Nibhana

Kehta hai pal pal tumse hoke dil yeh deewana
Ek pal bhi jaane jaana mujhse door nahin jaana
Pyaar kiya to nibhaana,pyaar kiya to nibhaana

Oh oh oh oh,mm mm mm
Ab zindagi ka maqsad hai bas tumhaara saath
Ek baar keh do tum bhi,haathon mein leke haath

Oh oh oh
Ab zindagi ka maqsad hai bas tumhaara saath
Lo keh diya yeh tumse,haathon mein leke haath

Hum tum,tum hum banke rahe humraaz humsafar

Shikwa kare na koi ek duje se umr bhar

Pyaar hamaara ho aise ke dekhe yeh zamaana
Pyaar kiya to nibhaana,pyaar kiya to nibhaana
Kehta hai pal pal tumse hoke dil yeh deewana

Kehta hai pal pal tumse hoke dil yeh deewana
Ek pal bhi jaane jaana mujhse door nahin jaana
Pyaar kiya to nibhaana,pyaar kiya to nibhaana
Na main tumhe sataaoon,na tum mujhe sataao

Main tumko samajh jaaoon,tum mujhko samajh jaao

Chaahat hi pooja ho mann mandir ho jaaneman

Ek duje ke bin ek pal bhi lagta nahin ho mann

Phir to jeevan ban jaayega pyaar ka taraana
Pyaar kiya to nibhaana,pyaar kiya to nibhaana
Kehta hai pal pal tumse hoke dil yeh deewana

Kehta hai pal pal tumse hoke dil yeh deewana
Ek pal bhi jaane jaana mujhse door nahin jaana
Pyaar kiya to nibhaana,pyaar kiya to nibhaana

Pyaar kiya to nibhaana,pyaar kiya to nibhaana

jukebox

Music

shuffle

lyrics
share
volume
Forgot Password
Please provide your registered email address or username
  • OR
Write A Review
  • Click to rate on scale of 1-5
  • 5000 characters remaining

New notification