comscore
Bollywood Hungama
Bollywood Entertainment at its best
Last Updated 29.05.2025 | 1:15 PM IST
  • LANGUAGE

  • FOLLOW US ON

  • FEEDBACK

Lyrics

Main kabhi batlata nahin
Par andhere se darta hoon main maa
Yun to main,dikhlata nahin
Teri paewaah karta hoon main maa
Tujhe sab hai pata,hai na maa
Tujhe sab hal pata,meri maa

Bheed main yun na chodo mujhe
Ghar laut ke bhi aa naa paoon maa
Bhej na itna door mujhko tu
Yaad bhi tujhko aa naa paoon maa
Kya itna bura hoon main maa
Kya itna bura meri maa

Jab bhi kabhi papa mujhe
Jo zor se jhoola jhulate hai maa
Meri nazar dhoondhe tujhe
Sochu yari tu aa ke thaamegi maa

Unse main yeh kehta nahin
Par main seham jaata hoom maa
Chehre pe aane deta nahin
Dil hi dil mein ghabraata hoon maa
Tuhje sab hai pata hai naa maa
Tuhje sab hai pata meri maa

Main kabhi batlata nahin
Par andhere se darta hoon main maa
Yun to main,dikhlata nahin
Teri paewaah karta hoon main maa
Tujhe sab hai pata,hai na maa
Tujhe sab hal pata,meri maa

jukebox

Music

shuffle

lyrics
share
volume
Forgot Password
Please provide your registered email address or username
  • OR
Write A Review
  • Click to rate on scale of 1-5
  • 5000 characters remaining

New notification